4 Tips Jinse Pata Lagaye Ke Weight Lose Ya Fat Kam Hua Ke Pet Mein Sirf Pani Kam Hua

4 Tips Jinse Pata Lagaye Ke Weight Lose Ya Fat Kam Hua Ke Pet Mein Sirf Pani Kam Hua

Mota Hone Ki Tips In Hindi | वजन बढ़ाने के घरेलू उपाय, मोटा होने के उपाय जानिए

Weight Lose Ya Fat kam – Kuch log weight lose ke life kaafi kadi mehnat karte hai par unka weight kam nahi hota hai, par jinka kuch ho jata hai unhe khushiya mannane se pehle yeh jaan lena chahiye ke unka weight kam hua hai ya body mein paani kam hua hai. Weight lose consultant and expert aapko batayenge key in sab ki pehchaan kaisi karni chahiye.

यह भी पढ़ें :- फैट लॉस करने के टिप्स (Homemade Tips For Weight Loss In Hindi)

Aaiye aaj jaante hai ke aapne weight lose kiya hai ya sirf body mein pani kam hua hai

दोस्तों Kayos Tea यह बहुत ही बढ़िया Option है Weight loss करने में – इस फोटो पर क्लिक करे इसकी डिटेल पढ़े और तब ही ख़रीदे.

यह भी पढ़ें :- अगर अपने लिवर को रखना है साफ तो खाइये यह फूड

Q.1-     Kya aapka weight stable hai ?

Aapka fat reduce ek sach hai ya sirf paani ki kami. Agar aap 1 din mein 1 kg paani ka weight kam kar sakte hai aap 1 kg panai extra bhi pi sakte hai. Paani kam peene se ya body mein paani ka weight kam karne se aap dehydration se effected bhi ho sakte hai. Yeh jan ne ke liye ke aapka weight kahi paani ki kami ki wajah se to lose nahi ho raha iske liye aap breakfast mein paani ki qty note karke le aur 1 hr. mein jitna bhi paani (urine) nikle us se pata chal jaayega ke aapka weight lose ho raha hai ya pani kam raha hai.

Q.2-     Aapne last time kya khaaya tha?

Jo bhi aapne pichle 24 hrs. mein khaya hai wah aapke paani ke weight mein bahut bada difference kar sakta hai. Jab aapke khaane mein carbohydrate aur sodium dono ki zaroroat ho tab bhi aap paani ke weight ko banaye rakh sakte hai. Wohi dusri aur agar body mein sodium kam hone se aapka paani ka weight kam ho sakta hai jo aapko batata hai ke kam carbohydrate diet par weight kam kyon padta hai. To agar aap subah utthe aur suddenly paate hai ke aapka weight 2-3 kg. kam ho gaya hai to is se pata chalta hai ke aap apni last diet mein sodium aur carbohydrate mein paani kam kar chuke hai.

Q.3-     Last time apane weight kab check kiya tha?

Jab tak aap ek din mein 1 ghante s ejyada kaam nahi karte aur diet ka khyala rakhte hai to is mein doubt hai ke aap 1 din mein kareeb 1-2 kg. weight kam nahi kar sakte hai. Halaki, aapne is time mein dekhna hoga ke aap apna 2 kgweight lose kar chuke hai to yeh aapka fat lose nahi water lose hua hai. Isliye agar aapne pichli raat ko weight kiya tha aur aaj subah kuch weight kam hai to yeh aapka weight lose nahi water lose hi hua hai.

यह भी पढ़ें :- 9 Diets Immune System badhane ke liye

अलग अलग फलो के स्वाद वाला शेक पिए और बिना कुछ किये अपना वजन कम करे – इस फोटो पर क्लिक करे इसकी डिटेल पढ़े और तब ही ख़रीदे.

Q.4-     Kya aapko periods aate hai? (This Points if For Womens Only).

Water retention ke symptoms mein periods bhi hai. Isliye periods ke time mein ya baad mein thoda bahut weight kam ho sakta hai.

To dosto khush hone se pehle yeh zaroor check kar le aapne sach mein weight lose kiya hai water lose kiya hai.

आयुर्वेदिक उपचार, घरेलू उपचार, gharelu nuskhe in hindi for health, घरेलू नुस्खे, alternative medicine in hindi, Weight Lose Ya Fat kam

One thought on “4 Tips Jinse Pata Lagaye Ke Weight Lose Ya Fat Kam Hua Ke Pet Mein Sirf Pani Kam Hua

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *