Zara sambhalkar, in 4 roj ki aadton se aapko ho sakta hai SKIN CANCER

Zara sambhalkar, in 4 roj ki aadton se aapko ho sakta hai SKIN CANCER

Cancer sirf duniya hi nahi bharat mein bahut hi teji ke saath badd raha hai, lekin ismein bhi skin cancer aur bhi teji se badd raha hai. Ek report se pata chalta hai ke sirf skin cancer ke hi America mein 48 lakh patients hai. Aur every year 20 lakh log iska treatment karwate hai.

Skin cancer ko birth dene wala MELANOMA disease/infection last 40 years mein 800% growth se increase hua hai. Issi ke chalet 25-30 saal ki age ki ladies mein yeh ab common sa ho gaya hai. Aaiye hum aaj apako batate hai iski 4 pramuh wajah jinse aap khud ko is infection se bacha sakte hai.

CLICK HERE TO READ: अगर आप मरते दम तक फिट और फाइन रहना चाहते हो तो करे यह 3 काम, निरोगी काया धन से अधिक महत्वपूर्ण है

CLICK HERE TO READ: जानिये हस्त रेखा ज्योतिष के बारे में 15 ऐसी बातें जो जीवन रेखा देखकर मालूम हो सकती हैं

Family History: Moslty peoples ka man na hai ke agar yeh bimari apaki family mein pehle kisi ko thi to yeh aap mein bhi aa hi jaayegi aur agar nahi thi to aap isse bache reh sakte hai. Par yeh baat ek myth ke alawa kuch nahi hai, kyonki agar apake ghar mein pehle yeh kisiko tha to zaroori nahi hai yeh aapko bhi hoga kyonki yeh saab aapki personal routine life, diet aur fitness pe bhi depend karta hai.

Sunscream ka sahi istemala bahut zaroori hai: Mostly peoples dhoop mein jaane se pehle ya swimming pool mein jaane se pehle sunscream lotion ka istemaal karte hai. Sunscream lagakar log sochte hai ke who ab safe hai par yeh baat sach bilkul bhi nahi. Dhoop mein nikalne se 20 minute pehle sunscream lagane se hi fayda hota hai. 5-10 minutes pehle cream lagane ka ko ifayda nahi hai. Kyonki aisa karne se who aapki skin mein theek se ja nahi pata aur phir yeh beasarho jata hai, aur agar aap swimming karne ja rahe hai to waterproof sunscream lotion ka istemaal kare. Agar aap dhoop mein jyada time spend kar rahe hai to kam se kam 2 ghante baad sunscream lagate rahiye.

Suraj se door rehna nuksaandeh ho skate hai: Yeh sach hai ke suraj ke sampark mein rehne se skin cancer ka khatra double ho jata hai lekin apako yeh bhi bata de dhoop se jyada door rehna bhi bahut khatarnaak hai. 35 years ki age ke baad suraj ke contact mein kam aane se cancer ke chances 75% increase ho jaate hai, isliye ho sake to kabhi kabhi 5-20-20 minutes suraj ki rays mein walk kar le ya rest kar le, is se ladies ke breast cancer aur lungs cancer ko bhi control kiya ja sakta hai. 

CLICK HERE TO READ: जानिये चुकंदर के जूस में शहद मिलाकर पीने से होने वाले 7 फायदे

Bahut jyada dhoop bhi theek nahi: Mostly skin specialist aapko dhoop sainkane ki salah denge kyonki is se aapko Vitamin D milta hai. Yeh shareer ke liye bahut upyogi hota hai. Lekin bahut jyada dhoop mein rehna aapki sehat ke liye bahut hi khatarnaak hai. Sun tanning aapki sehat ke liye bilkul bhi acchi nahi, yeh skin mein pigment ko paida karti hai jis se aapki skin damage hoti hai. Isliye suraj mein aaiye par jyada der nahi , aap chahe to din mein 2-3 baar 5-10 minutes ke liye baahar nikle yeh bhi kaafi hoga.

To the yeh kuch tips and tricks skin cancer se bachne ke. Umeed hai is se aapko kaafi information mili hogi.

gharelu nuskhe, dadi maa ke nuskhe, desi nuskhe, dadi maa ke nuskhe in hindi,gharelu nukshe in hindi ,कैंसर के लक्षण, कैंसर के प्रकार, गले के कैंसर के लक्षण, मुंह के कैंसर के लक्षण

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *