Jaaniye salad khaana kyon jaroori hai aur is se hum bimariyo se kaise door reh paate hai.

Jaaniye salad khaana kyon jaroori hai aur is se hum bimariyo se kaise door reh paate hai.

salad khaana kyon jaroori hai

Salad good source of fiber: Dietician consultant aur nutrition doctors ki hamesha yahi suggest rehti hai ke ladies ko khaane mein 25 gram aur gents ko khaane mein 38 gram fiber per day bahut hi jaroori hoti hai. Eh research ke anusaar Indians sirf 15 gram fiber per day hi khaa paate hai/ khaate hai. Salad fiber ka baht hi badiya source isliye dopahar ke khaane aur ho sake to sham/raat ke khaane mein bhi salad ko shaamil kare.

CLICK HERE TO READ: गर्मियों की 13 हेल्दी फ़ूड आइटम्स जो आपको रखे स्वस्थ, मस्त, तंदरुस्त   

CLICK HERE TO READ: ऐसा सेहतमंद भोजन जो कभी नहीं होता खराब   

Eat Fruits and vegetable in natural way: Salad hamari shareer ki sabhi zaroorato ko poori karti hai. Kacchi sabjiya aur fruits hamare shareer ke liye bahut hi important hai, inse humein zaroori inzymes milte hai jo shareer mein poshak tatvo ko sokhne mein help karte hai. Hamara shareer jitna jyada poshak tatvo ko choosega hamara shareer utna hi tandrust rahega. Vegetable and fruit salad hamare shareer mein khoon ki matra badata hair aur blood ko theek se body mein flow karne mein help karta hai. Is se body ko Vitamin C, E, phoilc acid, likopin, alpha aur beta kerotine milta hai.

Calorie ki matra shareer mein kam kare: Agar aap weight kam karna chahte hai to salad aapke liye must must hai. Weight kam karne ke liye aapko kam khaane ke liye kaha jata hai par salad mein yeh baat bilkul ulti hoti hai, ismein kehte hai jitna salad khaaoge utna hi badiya hai. Salad quantity mein adhik khaane par bhi calories kam hi hoti hai. Ek cup salad mein sirf 100 calories hoti hai. Ismein majood fiber aapki bhookh ko bhi shaant karti hai jis se aapko apna stomach bhara bhara feel hota hai. Isliye sabhi dieticians dwara salad khaane ke salah di jaati hai. Salad apak oover eating se bhi bachata hai.

Jyada jeene ke liye salad khaaye: kaccha fruits and vegetables mein antioxidants bahut adhik matra mein paaye jaate hai. Latest research se pata chalta hai jo log fruit, vegetables khaate hai ya kahe inka salad khaate hai unki average age normal peoples se kaafi jyada hoti hai, isliye acchi sehat aur jyada umar tak jeene ke liye salad khaana bahut hi zaroori hai.

CLICK HERE TO READ: Agar apne liver ko theek rakhna hai to khaaye yeh foods   

Kaise kaise Salad: Is se koi fark nahi padta ke aap vegetarian ho ya non-vegetarian. Sab tarah ke logo ke liye alag alag tarah ke salad available hai. Salad mein sirf kheera, pyaaj ya tomato hi nahi hota. Aap chahe to kisi bhi vegetable se salad bana sakte hai. Aap chahe to har roj ya har hafte salad ki alag-alag variety kha sakte hai.   

Green Salad: Green leafy vegetables jaise ki spinach, patta gobhi, kheera, kakdi etc. etc. aate hai.

Vegetable Salad: Green leafy vegetables ke alawa aap tomato, mushroom, onion, caroort ya fir muli ko bhi salad mein istemaal kar sakte hai.

Fruit Salad: Fruit Salad mein aap alag alag fruits ko mix karke fruit salad bana sakte hai.

Dessert Salad: Ismein aap alag alag tarah ke sukhe mewe jinhe hum dry fruits bhi kehte hai istemaal kar sakte hai jaise ki strawberry, lichi, khajoor se iski dressing ki jaati hai. Aap chahe to badaam aur thodi si kishmish bhi add kar sakte hai.

Sprouted Salad- THE BEST ONE: Yeh meri favorite salad hai ismein ankurit moong, chana daal aur mauth ki daal hoti hai.

gharelu nuskhe, salad khaana kyon jaroori hai, desi nuskhe, dadi maa ke nuskhe in hindi,salad khaana kyon jaroori hai

Admin

Recent Posts

Mota Hone Ki Tips In Hindi | वजन बढ़ाने के घरेलू उपाय, मोटा होने के उपाय जानिए

आपने अक्सर लोगों को सुना होगा कि वे अपने बढ़ते हुए वजन (मोटापे) से परेशान…

6 years ago

Gharelu Nuskhe For Face Glow – घरेलू उपाय निखरी त्वचा पाने के लिए ( 10 देसी नुस्खे )

कहते हैं आपका चेहरा (face) आपके व्यक्तित्व (personality) का दर्पण (mirror) होता है. आपके चेहरे…

6 years ago

Health Tips For Pregnant Ladies in Hindi – प्रेगनेंसी टिप्स

माँ बनना एक स्त्री के जीवन के महत्वपूर्ण पड़ावों में से एक है. सम्भवतः मातृत्व…

6 years ago

1 Year Baby Care Tips In Hindi – शिशु की त्वचा का कैसे रखे ख़याल – बच्चों की देखभाल

किसी भी दम्पति का दाम्पत्य जीवन तब तक अधूरा है जब तक उन्हें संतान-सुख की…

6 years ago

Body Health Tips In Hindi Language – स्वस्थ रहने के लिए उपाय

एक अच्छा स्वास्थ्य सुखी जीवन का आधार है. कहा भी गया है - "Health is…

6 years ago

बालों की केयर, टिप्स इन हिंदी (Balo Ki Care Tips In Hindi – Top 20 Hair Care Tips) – टॉप 20 हेयर केयर टिप्स

किसी भी स्त्री की खूबसूरती तब तक अधूरी है जब तक उसके बाल स्वस्थ (healthy),…

6 years ago