11 सपने और उनके मतलब – Top 11 dreams with meaning

11 सपने और उनके मतलब – Top 11 dreams with meaning

dreams with meaning

  1. Yojana- Planning:- Sapne mein kisi kaam ke liye planning karna ya planning banana kisi kaam ke bigadne ka sanket hai.
  1. Raksha- Safety:- Spane mein khus ki raksha karna ya kisi aur ki safety karna ek bahut hi accha sapna hai yeh aapko aane wale waqt mein har tarah such pradaan karne ka suchak hai.
  1. Rona- Crying:- Sapne mein khud ko ya kisi doosre ko rote dekhna ek bahut hi bhayankar duswapan hai. Iska matlab aane wale time mein aapka dushman aap par haavi hone wala hai.
  1. Rozgaar- Searching for Work-Job:- Rojgaar ki talaash mein bhatakte rehna dhan laabh ka suchak hai.
  1. Langar:- Mandir mein langar karna ya langar seva karna har prakaar ki khushiyo, dhan sampda milne ka suchak hai. Khaaskar businessman logo ke liye.

 यह भी पढ़ें :- कुछ ऐसी सामान्य चीजें जिनका जवाब विज्ञान के पास भी नहीं है

यह भी पढ़ें :- सुबह जल्दी उठने की आदत डालें इन टिप्स से

  1. Aag ki Lapte:- Sapne mein aag lage hue dekhna ya aag ki lapte dekhna, ghar mein chal rahe parviarik kalesh- vaad vivaad ke khatam hone ka sanket hai.
  1. Vasiyat- Will dekhna:- Sapne mein vasiyat panda, dekhna ya sun na aapki legal-illegal property mein loss ka sign hai. Apne dhan sampda ke liye satark rahe.
  1. Shaadi mein Vidaai:- Sapne mein shaadi mein vidai hona ya hote dekhna ghar parivaar mein property aur paisa aane ka sanket hai.
  1. Shatru- Enemy:- Sapne mein apne kisi dushamn ko dekhna aapke liey shubh hai, aane wale time mein woh aapke saamne jhukne wala hai ya dushmani chorrne wala hai.
  • Sharaab Peena:- Sapne mein sharaab peena ya pilana aapki personal dosti mein daraar daalne ke liye sanket hai, dosti mein ssavdhaan ho jaaiye.
  • Shikaar- Hunting:- Shikar karna ya kisi ko karte dekhna aapke ya apake parivar ke kisi member ki sehat kharab hone ka sanket hai, satark rahe.

dreams with meaning, घरेलू उपचार, natural healing in hindi, household remedies in hindi, dreams with meaning

Admin

Recent Posts

Mota Hone Ki Tips In Hindi | वजन बढ़ाने के घरेलू उपाय, मोटा होने के उपाय जानिए

आपने अक्सर लोगों को सुना होगा कि वे अपने बढ़ते हुए वजन (मोटापे) से परेशान…

6 years ago

Gharelu Nuskhe For Face Glow – घरेलू उपाय निखरी त्वचा पाने के लिए ( 10 देसी नुस्खे )

कहते हैं आपका चेहरा (face) आपके व्यक्तित्व (personality) का दर्पण (mirror) होता है. आपके चेहरे…

6 years ago

Health Tips For Pregnant Ladies in Hindi – प्रेगनेंसी टिप्स

माँ बनना एक स्त्री के जीवन के महत्वपूर्ण पड़ावों में से एक है. सम्भवतः मातृत्व…

6 years ago

1 Year Baby Care Tips In Hindi – शिशु की त्वचा का कैसे रखे ख़याल – बच्चों की देखभाल

किसी भी दम्पति का दाम्पत्य जीवन तब तक अधूरा है जब तक उन्हें संतान-सुख की…

6 years ago

Body Health Tips In Hindi Language – स्वस्थ रहने के लिए उपाय

एक अच्छा स्वास्थ्य सुखी जीवन का आधार है. कहा भी गया है - "Health is…

6 years ago

बालों की केयर, टिप्स इन हिंदी (Balo Ki Care Tips In Hindi – Top 20 Hair Care Tips) – टॉप 20 हेयर केयर टिप्स

किसी भी स्त्री की खूबसूरती तब तक अधूरी है जब तक उसके बाल स्वस्थ (healthy),…

6 years ago