Tanaav se Bachne ke Nuskhe

Tanaav se Bachne ke Nuskhe

Aajkal ki bhagdaud bhari zindagi mein har koi insaan andar se tanaav se bhara hua hai, aur tanav se chutkara pane ke liye mehngi se mehngi dawai kha raha hai ya massage therapy karwa raha hai. Aaiye hum aaj aapko tanav se chutkara dilwane ka sasta aur badiya nuskha batate hai. Umeed hai aap khud bhi padke theek honge auro ko bhi is nuskhe ke bare mein batayenge aur saath mein meri website Nuskhe.in ke bare mein bhi apne dosto ko avashya bataye.

Jo main nuskha aapko batane jar aha hoon is nuskhe se kuch hi minutes mein aapko sharirik aur mansik tanav se chutkara mil jaayega. Is prayog ko sone se kuch der pehle kare to result bahut hi badiya aayega, baki kar to isse aa kabhi bhi sakte hai.

CLICK HERE TO READ: जानिये तनाव से मुक्ति के 20 उपाय| Jaaniye tanaav se mukti ke 20 upaaye

To lijiye prayog is prakaar hai:-

1 balti mein halka garam paani kar le aur usmein ghar mein use hone wale normal namak (salt) ke 4 chamach (spoon) daal le aur ache se ghol le aur apne pairo (legs) ko ghutne (knees) tak us paani mein dubo le. Pairo ko us paani mein 10 se 15 minutes tak rehne de aur mann ko shaant rakhe ya bhagwan ka naam bhi mann mein le sakte jis se aapka dhyan kahi aur na bhatke. Aur gehri saans bhi le jis se aapko relation milegi.

Namak mein sodium aur chloride ka mishran hota hai. Sodium hamare sharer ke din bhar ki thakaan aur negative energy ko sokh leta hai aur hamare sharer ko tanav se mukti dilata hai aur sharer ko tanav se mukti milte hi mansik tanav se bhi mukti mil jaati hai.

Is nuskhe ko avashya aajma kar dekhe aapka sara mansik aur sharirik tanav door ho jaayega aur aapki body wapis recharge ho jaayegi aur badiya aur sukoon se so sakenge aur agli subah aur bhi fresh aur khushi se sokar uthenge.

To dosto kaisa laga aaj ka yeh mera nuskha, umeed hai I se nuskhe ke aneko logo ko laabh hoga.

Dhanyawaad

For any type of residential treatment or inpatient treatment you can try our home remedies. If you did not find any treatment centers near me use them for better results. Also try our drug and alcohol treatment centers category in this hindi home remedy blog.

For all type of private health care or other health informatics. Always take health care and buy health insurance and save health care costs. You can also buy small business health insurance for yourself or for family or for your employees or staff. Use health insurance as health equity. Don’t just focus on making money also do some healthcare management. You can contact healthcare administration or consult any health care provider and know some affordable health care act.

gharelu nuskhe, dadi maa ke nuskhe, desi nuskhe, dadi maa ke nuskhe in hindi,gharelu nukshe in hindi

One thought on “Tanaav se Bachne ke Nuskhe

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *